Capo First Fret: Nagme hain, shikwe hain Kisse hain, baatein hain Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - Sa pa ma pa ma pa ga ma ga Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2x Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye Yaadein, yaadein, yaadein Nagme hain, shikwe hain Kisse hain, baatein hain Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein |